Kya aap jante hain ke Allah Ta’ala apne pasandeeda bandon mein kin sifaat ko pasand farmata hai? Is bayan mein Quran aur Islami taleemat ki roshni mein Allah ke nek aur muttaqi bandon ki aham sifaat bayan ki gayi hain. Agar aap Allah ki raza hasil karna chahte hain to ye video zaroor dekhein aur doosron tak bhi share karein.
